Surah Waqiya
Surah Waqiya
1} Hazrat Abdullah Bin Masood Raziyallahu Anhu Farmate hain ke Maine Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko ye Irshaad Farmate hue Suna Jis Shakhs ne har Raat mein Surah Waqiya Padhi us Par Faqa nahi Aayega.
{Baihaqi}
2} Abdullah Bin Masood Raziyallahu Anhu in Farmate hain ke ye Surat Qabr ke Azaab se
Rokne waali hai Tauraat mein iska Naam Surah Mulk hai. Jis Shakhs ne isko kisi Raat
Mein Padha isne Bahut Zyada Sawaab Kamaya.
{Mustadrak Hakim}
Rokne waali hai Tauraat mein iska Naam Surah Mulk hai. Jis Shakhs ne isko kisi Raat
Mein Padha isne Bahut Zyada Sawaab Kamaya.
{Mustadrak Hakim}
Post a Comment