google.com, pub-9249155875479010, DIRECT, f08c47fec0942fa0 google-site-verification: google0516535da7af5dd8.html Surah Baqra - Quran aur Hadees Channel

Header Ads

Surah Baqra

 Surah Baqra

1} Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se Riwayat karte hain ke Rasool-Allah SallallahuAlaihi Wasallam ne Irshaad Farmaya Apne Gharon ko Khabristaan na Banao yani Gharonko Allah Ta'ala ke Zikr se Abaad Rakho jis Ghar Mein Surah Baqra Padhi jati hai Shaitan is Ghar Se Bhaag jata hai

{Muslim Sharif }

2} Hazrat Nauman Bin Basheer"Raziyallahu Anhu se Riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshaad Farmaya: Aasmaan wa Zameen ki Paidaish Se Do Hazaar Saal Pehle Allah Ta'ala ne Kitaab likhi.Is Kitaab Mein se do Aayatein Naazil Farmayein Jin Par Allah Ta'ala ne Surah Baqra ko khatm farmaya.Ye Aayatein jis Makaan Mein Teen Raat tak Padhi Jaati Rahe Shaitan iske Nazdeek bhi Nahi Aata.

{Tirmizi Sharif }

No comments

Powered by Blogger.